zindigi bhi kitni ajeeb hoti hai
naa...jise hum taa umar apne sine se
laga kar rakhte hai aur sochte hai ki
vo hamesha k liye apni hai...par vo
apni nahi hoti...kabhi na kabhi to use
jana hi hota hai....hamari saanse
hamari zindigi aur hamare
rishte..kuch apne nahi hote...sab bas
ek zindigi ka taana baana hota
hai....apni hoti hai to sirf maut....jo
sachhi hoti hai aur apni...chahe aap
kahi bhi ho...chahe kush me ho ya
dukhi me....maut aapko doond hi leti
hai aur aapke saath sab kuch bhula
ke leen ho jaati hai...magan ho jaati
hai.....mai bhi aoni maut ko gale laga
kar usse saath sab kuch bhula kar
sab kuch chod kar kho jaane ko
betaab hoon....mujje maut ki god me
sar rakh ke sona hai....sabse dooor
kahi..ekaan gehraaiyo me samaana
hai....agar naa mili mujhe meri maut
to khud use jaa kar dhundunga aur
has kar usske gale lag jaaunga....
naa...jise hum taa umar apne sine se
laga kar rakhte hai aur sochte hai ki
vo hamesha k liye apni hai...par vo
apni nahi hoti...kabhi na kabhi to use
jana hi hota hai....hamari saanse
hamari zindigi aur hamare
rishte..kuch apne nahi hote...sab bas
ek zindigi ka taana baana hota
hai....apni hoti hai to sirf maut....jo
sachhi hoti hai aur apni...chahe aap
kahi bhi ho...chahe kush me ho ya
dukhi me....maut aapko doond hi leti
hai aur aapke saath sab kuch bhula
ke leen ho jaati hai...magan ho jaati
hai.....mai bhi aoni maut ko gale laga
kar usse saath sab kuch bhula kar
sab kuch chod kar kho jaane ko
betaab hoon....mujje maut ki god me
sar rakh ke sona hai....sabse dooor
kahi..ekaan gehraaiyo me samaana
hai....agar naa mili mujhe meri maut
to khud use jaa kar dhundunga aur
has kar usske gale lag jaaunga....
No comments:
Post a Comment